Hide, so that you may know the world…
Show, so that the world may know you…

Advertisements

BABA JAN! la hu Tasu isar shvy o la ze isar nshvm…

Te Me Da GHAIRAT Nishan
Te Me Da AZMAT Nishan

Gora Bache Paam Kava
Na She Da Zillat Nishan

Kha Laka Faqir Garza
Wrok Sha Da Dawlat Nishan

Tal Khidmat Da Bal Kava
She Ba Da Rahmat Nishan

Te Me Ye Da Kur Rahbar
Te Me Da Qudrat Nishan

Te Me Umeduna Ye
Te Me Da IZZAT Nishan

RAB De Sta Madad Ukri
Ta Ye Da Khidmat Nishaan

Ta Bande Yoo Daad MNGA
Ta Da Sakunat nishan

Ta Khushala MNG Khushaal
Ta Ye Da Rahat Nishaan

Gora Che Khafa Ne She
RAB De Kra Da Bakht Nishaan

ZE Drta Du’a Kavm
RAB De Kra Uchat Nishaan

                                                                                                         BABA JAN

Gham-E-Dil Ko Inn Aakhon Se Chalak Jana Bhi Aata Hai
Tarapna Bhi Hamein Aata Hai Tarpaana Bhi Aata Hai

Kisi Ki Yaad Mein Jo Zindagi Hum Ne Guzaari Hai
Hamein Woh Zindagi Apni Mohabbat Se Bhi Pyari Hai

Woh Aayein Ru-Ba-Ru Hum Dastaan Apni Sunayein Ge
Kuch Apna Dil Jalayein Ge, Kuch Unnko Aazmayein Ge

Dabe Paaon Hamein Aa Kar Kisi Ka Gud-Gudaa Dena
Woh Apna Rooth Jana Aur Woh Unnka Manaa Lena

Woh Manzar Jhaankte Hain Aaj Bhi Yaadon Ki Chilman Se
Bhula Sakta Hai Kaise Koi Woh Anzaad Bachpan Ke

Hamein Aata Nahi Hai Pyar Mein Be-Aabru Hona
Sikhaya Husn Ko Hum Ne Wafaa Mein Surkhuroo Hona

Hum Apne Khoon-E-Dil Se Zindagi Ki Maang Bhar Dein Ge
Yeh Dil Kya Cheez Hai, Hum Jaan Bhi Qurbaan Kar Dein Ge

Khialaf-E-Zabat-E-Ulfatlfat Humko Mar Jana Bhi Aata Hai
Tarapna Bhi Hamain Aata Hai Tarpana Bhi Aata Hai